Train ki khidki se,
Ek akeli kiran aati hain,
Kuch ujala baant ti hain,
Lagta hain jaisi kuch samjati hain,
Kabhi yeh dilasa dilati hain,
Kabhi dil ka honsla badati hain,
Din jasia bhi guzre,
Is subah ko math bhulna kehti hain,
Mere barbaad si zindagi mein,
Yeh achhe dinon ki yaadein lautaati hain,
Train ki khidki se,
Ek akeli kiran aati hain...
-Aditya R Venkatesan
No comments:
Post a Comment